Ahmad Faraz Shayari refers to the poetic expressions of Ahmad Faraz, a celebrated Urdu poet known for his emotionally charged and socially relevant verses. Faraz’s poetry often explores themes of love, heartbreak, societal issues, and the human experience, captivating readers with its depth and eloquence. His Shayari continues to resonate with audiences, evoking profound emotions and contemplation.
Ahmad Faraz Shayari
Ab ke hum bichrre to shayad kabhi khawbon mein milen,
Jiss tarah sookhay hue phool kitabon main milen.
अब के हम बिछड़े तो शायद कभी ख्वाबों में मिलेंगे,
जिस तरह सूखा हुए फूल किताब में मिले।
Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega.
आंख से दूर ना हो दिल से उतर जाएगा,
वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाएगा।
Chala tha zikr zamane ki bewafayi ka,
Sau aa gaya hai tumhara khayal wese hi.
चला था ज़िक्र जमाने की बेवफाई का,
सौ आ गया है तुम्हारा ख्याल वेसे ही।
Rooth Jane Ki Ada Hum Ko Bi Aati Hai,
Kash Hota Koi Hum Ko Bi Mnane Wala.
रूठ जाने की अदा हम को भी आती है,
काश होता कोई हम को बी मनाने वाला।
Mohabbat Mili Toh Neend Bhi Apni Na Rahi Faraz,
Gumnaam Zindagi Thi Toh Kitna Sukoon Tha.
मोहब्बत मिली तो नींद भी अपनी ना राही फ़राज़,
गुमनाम जिंदगी थी तो कितना सुकून था।
Ahmad Faraz Shayari In Hindi
Ab Tere Zikr Pe Hum Baat Badal Dete Hain,
Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle.
अब तेरे ज़िक्र पे हम बात बदल देते हैं,
कितनी रग़बत थी तेरे नाम से पहले पहले
Hui hai shaam to aankhon mein bas gaya phir tu,
Kahaan gaya hai mere sheher ke musaafir tu.
हुई है शाम तो आंखों में बस गया फिर तू,
कहां गया है मेरे शहर के मुसाफिर तू।
Us Ki Aankhon Ko Kabi Gaur Se Dekha Hai Faraz,
Rone Walon Ki Tarah Jagne Walon Jesi.
उसकी आखों को कभी ग़ौर से देखा है ‘फ़राज़
रोने वालों की तरह जागने वालों जैसी
Hum Toh Mohabbat Mein Bhi Tauheed Ke Qail Hain Faraz,
Aik Hee Shaks Ko Mehboob Banaye Rakha Hai
हम तो मोहब्बत में भी तौहीद के क़ैल हैं फ़राज़,
एक ही शक्स को महबूब बनाया रखा है!
Tu Apni Sheessha Gari Ka Hunar Na Kar Zaya
Main Aaina Hun Mujhe Totne Ki Aadat Hai.
तू अपना शीशा गरी का हुनर ना कर ज़या
मैं आइना हुन मुझे तोतने की आदत है।
Ahmad Faraz Shayari 2 Lines
Yeh mohabbat bhi hai kya rog faraz,
Jis ko bhoolen woh sadaa yaad aye..
ये मोहब्बत भी है क्या रोग फ़राज़,
जिस को भूलें वो सदा याद आए..
Gham e Duniya Bhi Gham e Yaar Mein Shamil Karlo,
Nasha Barhta Hai Sharabein Jo Sharabon Mein Milein
गम ए दुनिया भी गम ए यार में शामिल कार्लो,
नशा बरता है शराबें जो शराबों में मिलीं!
Aesi Tareekyan Aankhon Mein Basi Hai Ke Faraz
Raat Tu Raat Hai Ham Din Ko Jalate Hain Chiragh
ऐसी तारेक्यान आँखों में बसी है के फ़राज़
रात तू रात है हम दिन को जलाते हैं चिराग!
Uss ki woh jane usay paas-e-wafa tha ke na tha,
Tum faraz apni taraf se to nibhaate jaate..
उस की वो जाने उस पास-ए-वफ़ा था के ना था,
तुम फ़र्ज़ अपनी तरफ से तो निभाते जाते..
Main Fana Ho Gaya Woh Badla Phir Bhi Nahi Faraz,
Meri Chahat Se Bhi Sachi Thi Fitrat Uski.
मैं फना हो गया वो बदला फिर भी नहीं फ़राज़,
मेरी चाहत से भी सच्ची थी फितरत उसकी।
Ahmad Faraz Shayari Urdu
Dil Ko Teri Chahat Pe Bhrosa Bhi Bohat Hai
Aur Tuj Se Bichar Jane Ka Dar Bhi Nahi Jata.
दिल को तेरी चाहत पे भरोसा भी बोहत है
और तुझ से बिचार जाने का डर भी नहीं जाता.
Aur faraz chahiyen kitni mohabbten tujh ko,
Maaon ne tere naam pr bachon ka naam rakh diya..
और फ़राज़ चाहिए कितनी मोहब्बतें तुझ को,
मां ने तेरे नाम पर बच्चों का नाम रख दिया..
Dil Ko teri Chahat Pe Bharosa Bhi Bahut Hai,
Aur Tujhse Bichar Jaane Ka Darr Bhi Nahi Jaata.
दिल को तेरी चाहत पे भरोसा भी बहुत है
और तुझ से बिछड़ जाने का डर भी नहीं जाता.
Tere Hote Hoye Aa Jati Thi Sari Dunya
Aaj Tanha Hun Tu Koi Nahi Aane Wala.
तेरे होते होए आ जाती थी सारी दुनिया
आज तन्हा हूं तो कोई नहीं आने वाला।
Dhoondta phirta hoon logon main shabaahat uski,
Ke woh khawbon main bhi lagti hai khayalon jesi..
ढूंढता फिरता हूं लोगन मैं शबाहत उसकी,
के वो ख्वाबों में भी लगती है ख्यालों जैसी..
Ahmad Faraz Poetry In Urdu
Ab Is Duniya Mein Koi Aur Mujhe Dil Nahi Dene Wala Faraz,
Log Kehte Hain Meri Aankhon Mein Uska Chehra Nazar Aata Hai.
अब इस दुनिया में कोई और मुझे दिल नहीं देने वाला फ़राज़,
लोग कहते हैं मेरी आंखों में उसका चेहरा नजर आता है।
Koi Batlao Ke Ik Umer Ka Bichra Mehboob
Itfaqan Kahin Mil Jaye Tu Kya Kehte Hain.
कोई बातो के इक उमर का बिछड़ा महबूब
इत्फाकान कहीं मिल जाए तू क्या कहते हैं।
Aesi tareekiyan aankhon mein bassi hain ke Faraz,
Raat to raat hai hum din ko jalate hain chiraagh.
ऐसी तारिखियाँ आंखों में बस्सी हैं के फ़राज़,
रात तो रात है हम दिन को जलाते हैं चिराग।
Ishq Ke Nashe Mein Doobe Toh Yeh Jaana Hum Ne Faraz,
Ke Dard Mein Tanhai Nahi Hoti, Tanhai Mein Dard Hota Hai.
इश्क के नशे में डूबे तो ये जाना हम ने फ़राज़,
के दर्द में तन्हाई नहीं होती, तन्हाई में दर्द होता है।
Aur Faraz Chahyen Kitni Mohabaten Tujhe
Maon Ne Tere Naam Par Bachon Ke Naam Rakh Dia.
और फ़राज़ चाहतें कितनी मोहब्बतें तुझे
मौन ने तेरे नाम पर बच्चों के नाम रख दिया।
Ahmad Faraz Shayari In English
Hilaal-e-eid ko dekho to rok lo aansu,
Jo ho sake to mohabbat ka ehtraam karo..
हिलाल-ए-ईद को देखो तो रोक लो आंसू,
जो हो सके तो मोहब्बत का एहतराम करो..
Tuta Toh Hoon Magar Abhi Bikhara Nahi Faraz,
Waqt Zalim Hai Har Aik Mor Pe Thukraye Ga.
टूटा तो हूं मगर अभी बिखारा नहीं फ़राज़,
वक्त ज़ालिम है हर एक मोड़ पे ठुकराए गा।
Main Aane Wale Zamano Se Dar Raha Hun Faraz
Ke Main Ne Dekhi Hain Aankhen Udas Logo Ki.
मैं आने वाले जमानो से डर रहा हूँ फ़राज़
के मैं ने देखी हैं आंखें उदास लोगो की।
Zikr us ka hi sahi bazm mein betho to Faraz,
Dard kaisa bhi uthay haath na dil pe rakhnaa..
ज़िक्र उसका ही सही बज़्म में बैठे हो फ़राज़,
दर्द कैसा भी उठे हाथ न दिल पर रखना।
Aaj Ek Aur Baras Beet Gaya Uske Begair,
Jiske Hote Huye Hote Thay Zamane Mere.
आज एक और बरस बीत गया उसके बगैर,
जिसके होते हुए होते थे ज़माने मेरे
Ahmad Faraz Poetry
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaye Ga
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jaye Ga.
आंख से दूर ना हो दिल से उतर जाए गा
वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाए गा।
Abhi kuch aur karishmay ghazal ke dekhte hain,
Faraz ab zara lehja badal ke dekhte hain.
अभी कुछ और करिश्मा ग़ज़ल के देखते हैं,
फ़राज़ अब ज़रा लेहजा बदल के देखते हैं।
Mohabbat Ke Baad Mohabbat Mumkin Hai Faraz,
Per Toot Ke Chahna Sirf Aik Baar Hota Hai.
मोहब्बत के बाद मोहब्बत मुमकिन है फ़राज़,
पर टूट के चहना सिर्फ एक बार होता है।
Rooth Janay Ki Ada Ham Ko Bi Ati Hay
Kash Hota Koi Hum Ko Bhi Manane Wala.
रूठ जाने की अदा हम को भी आती है
काश होता कोई हम को बी मनाने वाला।
Kisi ko ghar se nikalte hi mil gayi manzil,
Koi hamari tarah umar bhar safar main raha..
किसी को घर से निकलते ही मिल गई मंजिल,
कोई हमारी तरह उमर भर सफर में रहा..
Ahmad Faraz Best Poetry
Aashiqui Mein Mir Jaise Khawab Mat Dekha Karo,
Baawle Ho Jaoge Mehtaab Mat Dekha Karo.
आशिकी में मीर जैसे ख्वाब मत देखा करो,
बावले हो जाओगे मेहताब मत देखा करो।
Yeh mohabbat bhi hai kya rog Faraz,
Jisey bhooley woh sadaaa yaad aaya..
ये मोहब्बत भी है क्या रोग फ़राज़,
जिसे भूले वो सदा याद आया..
Log Pathar Ke Buton Ko Pooj Kar Bi Masoom Rahe Faraz
Ham Ne Ik Insan Ko Chaha Aur Gunehgar Ho Gaye.
लोग पत्थर के बुतों को पूज कर भी मासूम रहे फ़राज़
हम ने इक इंसान को चाहा और गुनाहगार हो गए।
Ab tak dil-e-khush-fehm ko tujh se hain umeeden,
Yeh aakhri shamaaen bhi bujhaane ke liye aa..
अब तक दिल-ए-खुश-फहम को तुझ से हैं उम्मीदें,
ये आख़िरी शमएँ भी बुझाने के लिए आ
Jo Zehar Pee Chuka Hun Tumhein Ne Muje Dia
Ab Tum Zindagi Ki Duaen Muje Na Do.
जो जहर पी चुका हूं तुम्हें ने मुझे दिया
अब तुम जिंदगी की दुआएं मुझे ना दो।
Ahmad Faraz Sad Poetry
Us ki aankhon ko kabhi ghaur se dekha hai Faraz,
Roney walon ki taraaah jaagney waalon jesi..
उसकी आंखों को कभी गौर से देखा है फ़राज़,
रोने वालों की तरह जाने वालों जैसी..
Koi Khamosh Ho Jaye Tu Ham Tarap Jate Hain Faraz
Ham Khamosh Hue Tu Kisi Ne Haal Tak Na Pucha.
कोई खामोश हो जाए तो हम तड़प जाते हैं फ़राज़
हम खामोश होये तो किसी ने हाल तक ना पूछा।
Aa ke ab tasleem karlen tu nahin to main sahi,
Kon maaney ga ke hum mein se bewafa koi nahi..
अब के अब तस्लीम कर लें तू नहीं तो मैं सही,
कौन मानेगा कि हम में से बेवफा कोई नहीं ·
Is Dunya Mai Kon Kre Wafa Kisi Se Faraz
Dil K Do Haroof Wo Bi Juda Juda.
क्या दुनिया मैं कौन कर वफ़ा किसी से फ़राज़ है
दिल के दो हूफ वो बी जुदा जुदा।
Huaa hai tujh se bicharney ke baad ab maloom,
Ke tu nahin tha, tere sath aik dunyaa thi..
हुआ है तुझ से बिछड़ने के बाद अब मालूम,
के तू नहीं था, तेरे साथ एक दुनिया थी..
Also Read:
Ahmad Faraz Ghazal
Zindagi Se Yehi Gila Hai Muje
Tu Bohat Dair Se Mila Hai Mujhe.
जिंदगी से यही गिला है मुझे
तू बहुत देर से मिला है मुझे।
Humi ne tark-e-taluq main pehel ki ke Faraz,
Woh chahtaa tha magar hauslaa na tha us ka..
हमीं ने तर्क-ए-तअल्लुक़ में पहल की कि ‘फ़राज़’.
वो चाहता था मगर हौसला न था उस का .
Ahmad Faraz Quotes
Kon Preshan Hota Hai Tere Gham Se Faraz
Wo Apni Hi Kisi Baat Pe Roya Ho Ga.
कौन परेशान होता है तेरे गम से फ़राज़
वो अपनी ही किसी बात पे रोया हो गा।
Woh aik raat guzar bhi gayi magar ab tak,
Visaal-e-yaar ki lazzat mein toot’ta hai badan..
वो एक रात गुजर भी गई मगर अब तक,
विसाल-ए-यार की लज्जत में टूटता है बदन..
Ab To Hamain Bi Tark-e Mrasam Ka Dukh Nahi
Par Dil Ye Chahta Hai Ke Aaghaz Tu Kare.
अब तो हमें बी तर्क-ए मरासम का दुख नहीं
पर दिल ये चाहता है के आगाज तू करे।
In conclusion, Ahmad Faraz Shayari stands as a testament to the enduring power of poetic expression. Faraz’s verses, characterized by their emotional depth and social commentary, have left an indelible mark on Urdu literature. His ability to capture the complexities of human emotions and societal concerns has earned him a lasting place in the hearts of poetry enthusiasts. Faraz’s Shayari remains a source of inspiration and reflection, reminding us of the profound impact that words can have on our lives and the world around us.